Our Anthem

“Gyan ki jyot ko, kya bujhayegi hawa, Yeh toh toofan mein bhi, jhilmilaye sada…

Gyan rab ka diya, aisa vardaanhai, Jisko paakar hi jeevan ki pehchaan hai,

Jisko yeh mil gaya, usko sab mil gaya…

Nek raahon pe tu sabko maalik chala

Taaki jeevan mein ho,

har kisi ka bhala

Pyar bhar dil mein tu, nafraton ko mita…

Gyan ki jyot ko, kya bujhayegi hawa, Yeh toh toofan mein bhi, jhilmilaye sada…